Monday, February 23, 2009

  • Poetry

tera dard tha...teri ass thi..........mein jidher gyaa mein jahan gyaa..........mera din tu unhi guzar gyaa..........junhi sham hoi mein bikhar gyaa.........is abr ka mery yar sy.........kitna milta julta mizaj tha.......kabhi toot kar bikhar gyaa........kabhi be rukhi sy guzar gya.........koi bat bhi na keh saka.........bas thori der ka sath tha........tu mila tha raat khawa mein..........junhi sub hoi bicher gya..........jab chor doon ga wo galii.........tujhy yaad ay gi tab meri...........tu dhondy ka mujhy gali gali.........or khaber mily gi mein MAR gya!!!!!...........

  • Panjabi gabhru

Punjabi Gabhru di zindagi:Computer hai,net nahikapde hai, pressed nahiwallet hai, paise nahilecture hai, attendance nahimobile hai, balance nahibike hai, petrol nahifriends hai, girlfriend nahiEXAM HAI, TENSION NAHIPADHNA HAI, MOOD NAHI.

  • Dil

Jab Meraa Dil Toda Hoga Usne Kuch To Socha HogaMeri Yaad To Aati Hogi Mera Naam To Leta HogiJis Ki Khaatir Hum Rote hein Wo Bhi Mujhko Roti HogiKyon Us Ka Dil Maine Torda? Apne Dil Se Kehti HogiTaktii Hogi meri Raahein Chaukhat Pe Wo Baithi HogiSote-Sote Raaton Ko Wo Har Aahat Pe Chaunki HogiNa Main Ho Na Mere Khat Hai Woh Kitnii Tanhaa HogiMeri Ghazlein Sun-Sun Kar Dil Ko Apnay Jalati Hogi.

  • Missed call to ek bahana hai

Missed call to ek bahana hai,Irada to aapka ek lamha churana he,Aap chahe humse baat karo ya na karo,Aap ki yadon mein humara ana jana hai.

  • HAR SHAM SE TERA INTEZAR KIYA KARTE HAI

Har sham sey tera izhaar kiya kartey hain,Har khuwab mein tera didar kiya kartey hain,deewanay hi to hai hum tere,Jo har waqt tere milnay ka intzaar kiya karte hain.

No comments:

Post a Comment